Nishabd

मै..

March 6, 2007 · 3 Comments

मै…, एक शब्द नही…, एक आवाज़ नही…, मै कोई रूह नही.., कोई कायनात नही.., सागर मे बेहता बूंद हू जो, साहील के रेत मे घुल जाता हू, फीर से बेहने के लीये…..॥

Categories: me

3 responses so far ↓

  • Ekta // July 7, 2007 at 9:54 pm | Reply

    phir wohi sawaal phir wohi uljhan.. aate jaate..
    shabdon mein khud ko bayaan kar sakte, toh shayaad jee lete kuch saanson se aapko.. apne sahare.

    wohi apni si baat sunai deti hai har sawaal mein..
    kyun thakti nahi ankhein aakhir un jawaabon ke intezaar mein.

  • Dream Catcher // July 8, 2007 at 10:39 am | Reply

    saahil ka rehnumaa hi wahi hai
    har baar lehere aati hai aur pyaasa chod jaati hai..
    saahil rehta hai wahi..fir se lehro ke intezaar mein
    anginat sawale ke jawaab..koshish aur khwaab mein

    dard hai is gam mein ki koi shaq nahi
    ye gam ab fariyaad hai, isme hi khushi kahi..

    thakte hai nahi..jinda hai abhi bhi zinda hai sawaal…
    in sawaal mein hi hai ab shayd jeene ke jawaab..

    khush na sahi gam-e-sehra mein milta hai safar..
    sadmein mein guzrati hai saase..in shabdo ka hai ye asar..

    kabhi rafta rafta..tanhai ke daman mein..
    jab aakho se ek boond girta hai kahi
    kisi mod pe reh jaate hai khade tab…
    tere kadamo ke awaaz mein…

  • limit // May 1, 2008 at 5:40 pm | Reply

    ” hum sabd bn jatey, ager tum aavaj daite,
    hum ruh ho jatey ager tum iss jism mey pnah daite”

    “ahh!, very beautiful words u have wriiten, commendable”

Leave a Comment